Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Kitna Hasin Hai Mausam
Album Name:  अाज़ाद
Singer Names: लता मंगेशकर,चितालकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai 

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai 

Milti nahin hai manzil
Raahi jo ho akela
Do ho to phir jahan bhi
Chahe laga lo mela
Dil mil gaye to phir kya
Jungle bhi ek ghar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai 

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai 

Na jaane ye hawayen
Kya kehna chaahati hain
Na jaane ye hawayen
Kya kehna chaahati hain
Panchi teri sadaayen
Kya kehna chaahati hain
Panchi teri sadaayen
Kya kehna chaahati hain
Kuch to hai aaj jis ka
Har cheez par asar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai 

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai 

Kudrat ye keh rahi hai
Aa dil se dil mila le
Ulfat se aag le kar
Dil ka diya jala le
Sacchi agar lagan hai
Phir kiska tujhko darr hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai 

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button