Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Kitna Pagal Dil Hai
Album Name:  अंदाज़
Singer Names: कुमार सानू,अल्का याग्निक,Shaan,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Nadeem Saifee
 

Kitna Pagal Dil Hai 
Kaisi Yeh Mushkil Hai
Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare 
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare

Koi Samjhaaye Kaise 
Ishq Na Kehna Maane
Ishq Kehte Hai Kisko
Jo Kare Wohi Jaane
Doob Jaate Deewane
Ishq Ki Gehraayi Mein
Bekaraari Milti Hai
Ishq Ki Tanhaayi Mein
Jo Khudko Bekaraar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Khudko Bekaraar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare

Aasmaan Ke Taaron Ko
Haath Se Chule Kaise
Dilruba Ki Baton Ko
Dil Bhala Bhoole Kaise
Ishq Ki Saugaate Hai
Bekaraari Tanhayi
Yaad Kuch Dil Ko Aaya
Aankh Meri Bhar Aayi
Jo Kal Ka Intezar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Kal Ka Intezar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare 
Jeena Dushwaar Kare
Kitna Pagal Dil Hai 
Kaisi Yeh Mushkil Hai
Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare 
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button