Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Koi Ghar Aayega Pyaar Jagayega
Album Name:  सारंग
Singer Names: लता मंगेशकर,Chorus,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

la : koi ghar aayega pyaar jagaayega  -2 
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo 
la : haay main kya kahuun, main kya kahuun, main kya kahuun 
ko : haay haay haay 
la : koi ghar aayega pyaar jagaayega 
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo 

ko : ( aaj sakhi tohe sakhiyaan sataayen 
hamase bhi kyon teri ankhiyaan lajaayen )  -2 
la : pyaar ki uljhan kya samjhaayen 
dil hi se poochho ham kya bataayen 
ankhiyaan milaayega, batiyaan banaayega  -2 

ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo 
la : haay main kya kahuun, main kya kahuun, main kya kahuun 
ko : haay haay haay 
la : koi ghar aayega pyaar jagaayega 
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo 

ko : ( kiske liye aaise kaajal ghole 
kiske liye teri jhaanjhar bole )  -2 
la : koi kyon hamara bhed tatole 
preet kare wo tab mukh se bole 
chupke se aayega, chhup ke bulaayega  -2 

ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo 
la : haay main kya kahuun, main kya kahuun, main kya kahuun 
ko : haay haay haay 
la : koi ghar aayega pyaar jagaayega 
ko : sach sach kah de kaun hai wo tera kaun hai wo

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button