Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Koi Taza Hawa
Album Name:  ढाई अक्षर प्रेम के
Singer Names: बाबुल सुप्रियो,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Jatin Pandit
 

(Koi taza hawa mann ko chhoo gayi
Mujhe aisa lagaa jaise tu gayi) - 2
Dekhoon yahan, dekhoon vahan, chaaro taraf aaye nazar - 2
Tu, bas tu - 2
Koi taza hawa mann ko chhoo gayi

Tera nashaa hai khumaari hai
Poocho na kya beqaraari hai
Tere bina meri jaane jaa
Mushkil hai din, raat bhaari hai
Ab to mere khayal mein, dhadkano ke sawaal mein - 2
Tu, bas tu - 2
Koi taza hawa mann ko chhoo gayi

Meri nazar mein nazaaron mein
Tu hai basi chaand taaron mein
Tera dupatta mahekta hai
Phoolon ke maheki bahaaron mein
Har gali har makaan mein, is zameen aasmaan mein - 2
Tu, bas tu - 2
Koi taza hawa mann ko chhoo gayi
Mujhe aisa lagaa jaise tu gayi
Dekhoon yahan, dekhoon vahan, chaaro taraf aaye nazar - 2
Tu, bas tu - 3

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button