Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  कोई तुमसा ना तुम ये जान लो
Album Name:  दशावतार
Singer Names: विनीत,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Himesh Reshammiya
 
Come Dance With Me You Boys And Girls,
Come Dance With Me You Boys And Girls,

Koi Tumsa Na Tum Yeh Tum Yeh Tum Jaan Lo
Humko Garv Hai Tum Hamare Ho Maan Lo
Koi Tumsa Na Tum Yeh Tum Yeh Tum Jaan Lo
Humko Garv Hai Tum Hamare Ho Maan Lo
Duniya Ke Nayak Ho, Prem Ke Gaayak Ho
Hairan Hai Sara Aalam, Sare Jag Pe Tumhara Sargam

Tumne Gina Hai, Sab Gun Aage, Bhagya Vidhata, Prem Ke Sagar
Tumne Gina Hai, Sab Gun Aage, Bhagya Vidhata, Prem Ke Sagar
Roop Badal Ke, Vesh Badal Ke, Is Dharthi Pe Aaye, Tum Aaye, Dharthi Pe Aaye
Dal Pe Khele, Tal Se Khele, Samay Ki Gaadi, Chaal Se Khele
Anhoni Ko Honi Kar Di, Haar Kabhi Na Maani, Na Maani, Haar Kabhi Na Maani

Koi Tumsa Na Tum Yeh Tum Yeh Tum Jaan Lo
Humko Garv Hai Tum Hamare Ho Maan Lo
Duniya Ke Nayak Ho, Prem Ke Gaayak Ho
Hairan Hai Sara Aalam, Sare Jag Pe Tumhara Sargam

Come Dance With Me; Come Dance With Me

Deh Mare Par Mite Na Aathma, Hath Matho Mein Mil Jaaye Parmathma
Sab Ke Swamy, Antharyami, Tumse Koi Na Jeeta, Na Jeeta, Tumse Koi Na Jeeta
Jaise Beej Mein Vriksh Chupa Hai, Tujhe Mein Sab Sansar Basa Hai
Tum Dharthi Ho, Tum Ambar Ho, Tum To Ajar Amar, Amar Ho, Tum To Ajar Amar Ho

Koi Tumsa Na Tum Yeh Tum Yeh Tum Jaan Lo
Humko Garv Hai Tum Hamare Ho Maan Lo
Duniya Ke Nayak Ho, Prem Ke Gaayak Ho
Hairan Hai Sara Aalam, Sare Jag Pe Tumhara Sargam

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button