Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Kuchi Kuchi Rakkamma
Album Name:  बॉम्बे
Singer Names: Udit Narayan,कविता कृष्णमूर्ति,जी. वी. प्रकाश,Sharda,कविता कृष्णमूर्ति,
Lyricist Name:  मेहबूब
Music Director: A R Rahman
 

Kuchi kuchi rakkamma sunlo tum
Achchhi achchhi gudiya de do tum
Sara jahaan so gaya
Chaand kahin kho gaya
Kuchi kuchi rakkamma
Achchhi achchhi gudiya

Haiya haiya...

Kuchi kuchi rakkamma paas aao na
Ek achchhi achchhi gudiya de do na
Sara jahaan so gaya
Chaand kahin kho gaya
Kuchi kuchi rakkamma
Achchhi achchhi gudiya

Kuchi kuchi rakkamma paas aayi na
Ek pyaari pyaari gudiya na dena
Sara jahaan soya nahin
Chaand kahin khoya nahin
Kuchi kuchi rakkamma paas aayi na
Ek pyaari pyaari gudiya na dena

Naache mor paani mein chham chham
Gaaye koyal dil chaahe sargam
Chaahe khilti kali shabnam
Ay ab ek beti chaahen hum

Aise mat kaho kuchh bhi tum
Nazar pherlo humse tum
Bahut haseen nazaarein hain
Bas inko dekho tum

Aaya pyaar ka ye mausam
Aag milan ka chheden hum
Daal daal pe phool khile
O khaali padhen hain kyon saawan ke jhoole

O bas dede ek kudi
Bas raho door yuhin
A a a bas dede ek kudi
Bas raho door yuhin
Paas aake tujhse door raha jaaye na

Kuchi kuchi rakkamma paas aayi na
Ek pyaari pyaari gudiya na dena
Sara jahaan soya nahin
Chaand kahin khoya nahin

Kuchi kuchi rakkamma paas aayi na
Ek achchhi achchhi gudiya na dena
Sara jahaan soya nahin
Chaand kahin khoya nahin

Kuchi kuchi rakkamma
Achchhi achchhi gudiya

Haiya haiya ..

Tere bina din raat bhi kya 
Tere bina ye jeewan kya
Tu nahin to main kuchh bhi nahin
Par zidd bolo ye kya

Aur yehi bas chaahoon main
Tujhsi ek haseen gudiya mile
Tu hai raat deewali ki
Vo id ka chaand lage

Bahut pyaara hai tera khayaal
Tere khayaal ka kya kehna
Par zid ab ye dil se nikaal
Ye hum na manenge chaahe kuchh karle

Chhod de aas ye 
Dil na tod ye
Arre chhod na aas ye
Dil na tod ye
Teri aisi meethi meethi baaton mein hum aayen na

Kuchi kuchi rakkamma
Achchhi achchhi gudiya

Kuchi kuchi rakkamma paas aayi na
Ek achchhi achchhi gudiya na dena
Sara jahaan soya nahin
Chaand kahin khoya nahin

Kuchi kuchi rakkamma paas aayi na
Ek pyaari pyaari gudiya na dena
Sara jahaan soya nahin
Chaand kahin khoya nahin
Kuchi kuchi rakkamma

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button