Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Lamha Lamha Doori Yun Pighalti Hai
Album Name:  गैंगस्टर
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

lamha lamha doori yun pighalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
ho lamha lamha doori yun pighalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
khwaahishon ki shaam dhalti hain - 2
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
la la la ...

teri aankhen dikhati hai
hamein sapanen sitaaron ke
ho ho ho
tere hothon pe likha hai
jo tum bole ishaaron mein
ho ho ho
khwaabon ke karwaan mein raat chalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hain
la la la...

behakti shaam aayi hai
tujhe lekar ke baahon mein
tujhe chhu loon ke rakhu main
chhupakar ke nigaahon mein
sharmati ithlaati hai machalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hain
ho lamha lamha doori yun pighalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
khwaahishon ki shaam dhalti hain - 2
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
la la la ...



Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button