Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Maanaa Meri Ai Zindgi
Album Name:  ओह स्वीटहार्ट (अलबम)
Singer Names: अमित कुमार,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

(maanaa meri ai zindagi thaa teraa sang pyaaraa) -2
magar bulaa rahaa hai mujhe koi sunsaan kinaaraa
maanaa meri ai zindagi thaa teraa sang pyaaraa
magar bulaa rahaa hai mujhe koi sunsaan kinaaraa

haay kitne sapne sach bhi to hue the, aur jaane kitne TooTe
aur kai ghair apne bhi to hue the, kai apne hamse chhooTe
beet gayaa vo din
beet gayaa vo din pyaaraa, khel huaa khatam saaraa
koi sunsaan kinaaraa
maanaa meri ai zindagi...

jeevan bhar to chale aur kabhi bhaage, magar ab thak chuke hain
poochhe man meraa jaane kaun hai vo, kiske liye ham rooke hain
jaane kab hogaa
jaane kab hogaa ishaaraa, poochhe ye man bechaaraa
koi sunsaan kinaaraa
maanaa meri ai zindagi...
(koi sunasaan kinaaraa) -4

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button