Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Maar Gayi Mujhe Teri Judaayi Das Gayi Ye Tanhaayi
Album Name:  जुदाई
Singer Names: किशोर कुमार,आशा भोंसले,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
teri yaad aayi phir aankhon mein nind nahin aayi
maar gayi mujhe

laaj ka ghuunghat chup ke taale
maine aakir tod hi daale
hoti hai to ho hi jaaye ab duniya mein rusavaayi
maar gayi mujhe

phir na kahin ye gam mil jaayein
aaj hi kyon na ham mil jaayein
kya saathi kya baaraati kya doli kya shahanaayi
maar gayi mujhe

har mushqil aasaan ho jaati
pahale gar ye haan ho jaati
hamane haan karane mein tauba kitani der lagaayi
maar gayi mujhe

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button