Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Maare Nazar Se Katari
Album Name:  खुल्लम खुल्ला प्यार करें
Singer Names: सोनू निगम,अल्का याग्निक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Laathi Se Maare Na Kankar Se Maare
Haay Chaaku Se Maare Na Kanchar Se Maare
Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari
Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari
Palko Se Maare Na Aankhon Se Maare
Hoton Se Maare Na Baaton Se Maare
Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara
Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara

Gaalo Ki Rangat Gulabi Gulabi
Aankhen Hai Iski Sharabi Sharabi
Iske Fasane Ki Kabe Ke Kabil
Chaahe Na Mujhko Zara Bhi Zara Bhi
Kehna Na Maane Roothi Hai Roothi 
Teri Kahani Jhooti Hai Jhooti
Choti Se Maare Na Aanchal Se Maare
Challe Se Maare Na Paayal Se Maare
Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari
Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari

Lagta Hai Kaisa Anari Anari 
Khud Ko Samjaata Hai Khiladi Khiladi
Pyari Lage Iski Gaali Re Gaali
Iski Ada Hai Niraali Niraali
Samjaoon Kaise Paagal Hai Paagal 
Mujhko Banale Kaajal Re Kaajal
Koyi Ise Maare Na Goli Se Maare
Phoolon Se Maare Na Kaaton Se Maare
Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara
Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara
Laathi Se Maare Na Kankar Se Maare
Palko Se Maare Na Aankhon Se Maare
Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari
Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button