Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  मैं चला, मैं चला
Album Name:  ब्लैक एण्ड व्हाइट
Singer Names: Sukhwinder Singh,
Lyricist Name:  इब्राहिम अश्क
Music Director: Sukhwinder Singh
 

Na Na Ra Ta Ra Ta .. Ta Ra Ta
Na Na Ra Ta Ra Na
De Ra De Na

Main Chala Main Chala
Is Gali Uss Gali
Is Dagar Uss Dagar
Is Taraf Uss Taraf
Saath Mere Chale Zindagi Ka Safar

Main Chala Main Chala
Is Gali Uss Gali
Is Dagar Uss Dagar
Is Taraf Uss Taraf
Saath Mere Chale Zindagi Ka Safar

Main Chala Main Chala

Aaaaaa... Aaaa.. Aaaa... Aaaaa

Ajnabee Raste, Ajnabee Hai Jahan
Main Kahan Se Kahan Aa Gaya Hun Yehan

Ajnabee Raste, Ajnabee Hai Jahan
Main Kahan Se Kahan Aa Gaya Hun Yehan
Saath Rango Ki Hai Teri Duniya Haseen
Hai Ujala Kahin Tho Andhera Kahin
Hai Kahin Shayam Tho Kyun Kahin Hai Sehar
Main Chala Main Chala

Kaisi Hai Uljane Kaise Halat Hai
Dil Main Umdhe Yeh Kaise Zajbath Hai

Kaisi Hai Uljane Kaise Halat Hai
Dil Main Umdhe Huwe Kaise Zajbath Hai
Hai Dhuwa Hi Dhuwa Rasthon Ke Nishan
Har Kadam Par Mere Honsle Hai Jawan
Meri Manzil Mujhe Aa Rahi Hai Nazar

Main Chala Main Chala
Is Gali Uss Gali
Is Dagar Uss Dagar
Is Taraf Uss Taraf
Saath Mere Chale Zindagi Ka Safar.

Main Chala Main Chala
Main Chala Main Chala

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button