Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Maine Tujhe Dekha
Album Name:  अंखियो से गोली मारे
Singer Names: सोनू निगम,अल्का याग्निक,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Anand Chitragupt
 

Maine Tujhe Dekha To Tune Mujhe Dekha 
To Mera Dil Fida Ho Gaya
Maine Tujhe Dekha To Tune Mujhe Dekha 
To Mera Dil Fida Ho Gaya
Neend Meri Looti Tune Chain Mera Cheena
Yaar Teri Baahon Mein Hai Ab To Mujhko Jeena

Teri Meri Baaton Mein Aisi Mulaakaton Mein
Jaane Dil Kahan Kho Gaya
Teri Meri Baaton Mein Aisi Mulaakaton Mein
Jaane Dil Kahan Kho Gaya
Neend Meri Looti Tune Chain Mera Cheena
Yaar Teri Baahon Mein Hai Ab To Mujhko Jeena

Itna Haseen Mehboob Mila Yaar Mujhe Kya Khoob Mila
Itni Meri Taarif Na Kar Jaanewafa Mujhe Lagta Hai Darr
Jabse Dekha Tujhe Main Deewana Bana 
Meri Jaan Kya Tujhe Hai Pata

Teri In Adaon Pe Teri In Nigaahon Pe Mera Dil Fida Ho Gaya
Teri In Adaon Pe Teri In Nigaahon Pe Mera Dil Fida Ho Gaya
Neend Meri Looti Tune Chain Mera Cheena
Yaar Teri Baahon Mein Hai Ab To Mujhko Jeena

Pyaar Kiya Ikraar Kiya Maine Tera Aitbaar Kiya
Maine Bada Intezaar Kiya Aaj Sanam Izhaar Kiya
Bekarari Badi Main Tadapne Lagi 
Mujhpe Chaane Laga Kya Kya Nasha
Mastani Hawaon Mein Aati Jaati Rahon Mein 
Na Jaane Dil Kahan Kho Gaya
Mastani Hawaon Mein Aati Jaati Rahon Mein 
Na Jaane Dil Kahan Kho Gaya
Neend Meri Looti Tune Chain Mera Cheena
Yaar Teri Baahon Mein Hai Ab To Mujhko Jeena

Maine Tujhe Dekha To Tune Mujhe Dekha 
To Mera Dil Fida Ho Gaya
Maine Tujhe Dekha To Tune Mujhe Dekha 
To Mera Dil Fida Ho Gaya
Neend Meri Looti Tune Chain Mera Cheena
Yaar Teri Baahon Mein Hai Ab To Mujhko Jeena

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button