Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Masti Hi Masti
Album Name:  सट्टा
Singer Names: Shankar Mahadevan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache
Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao
Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache
Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao
Masti hi masti lagta hai ke jaise hai barasti
Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache
Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao
Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache
Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao, ho!
Ab hota hai jo hone do, khoye hosh to khone do
Par tum na khona aisi ghadiyaan
Jaagi hui hai saari khushiyaan
Saare ghamon ko sone do
Hey, masti hi masti dekho hai saari aankhon mein basti
Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache
Hey, masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache
Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao
Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache
Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao
Josh mein hum jo aa gaye, lagta hai hum to chhaa gaye
O koi na samjhe, koi na jaane
Tum bhi deewaane hai hum bhi deewaane
Un manzilon ko paa gaye
O, masti hi masti milti hai jin manzilon mein sasti
Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache
Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao
Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache
Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao
Masti hi, masti hi
Masti hi masti lagta hai ke jaise hai barasti
Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache
Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao
Tum bhi gaao tum bhi gaao, tum bhi gaao tum bhi gaao - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button