Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mein Tasveer Uttar Tha Hun
Album Name:  हीरा पन्ना
Singer Names: किशोर कुमार,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Main Tasveer Utarta Hoon
Bigdhi Huyi Haseeno Ki
Zulfen Sanvaarta Hoon
Phir Zulfon Ke Saaye Mein 
Main Raatein Guzaarta Hoon

Koi Haseena Kitni Bhi Magroor Ho
Husn Ki Duniya Mein Kitni Mashhoor Ho
Paas Ho Ke Door Ho
Masti Mein Choor Ho
Paas Ho Ke Door Ho
Masti Mein Choor Ho
Daudi Chali Aati Hain
Main Jisko Pukarta Hoon

Main Tasveer Utarta Hoon

Chaand Ki Bhi Na Padi Jinpe Kiran
Maine Dekhe Unn Haseeno Ke Badan
Mera Aisa Hai Chalan
Jaaneja O Jaaneman
Tod Ke Saare Parde
Main Sabko Niharta Hoon

Hai Main Tasveer Utarta Hoon

Thak Ke Saahil Pe Samundar So Gaya
Yaad Teri Aa Gayee Main Kho Gaya
Yeh Gaya 
Main Woh Gaya
Arre Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Yeh Gaya Main Woh Gaya
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Naam Tera Leta Hoon
Main Jisko Pukarta Hoon

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button