Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mera Dil Mera Dil
Album Name:  इंडियन बाबू
Singer Names: कुमार सानू,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--CHORUS--
(Mera dil mera dil mera dil mera dil
Mera dil mera dil mera dil) - 2

--MALE--
Mera dil mera dil mera dil mera dil
Mera dil mera dil mera dil
Dil muqaddar se yaar milta hai
Dil jo milta hai, pyaar hota hai
Dil jo chaahe to intezaar kare
Dil jo chaahe to aitbaar kare
Dil jo chaahe to beqaraar kare
Dil muqaddar se yaar milta hai
Dil jo milta hai, pyaar hota hai
Dekhke dil ko dil machalta hai
Dil bahekta hai, dil sambhalta hai
Dil to bin bole baat karta hai
Dil to dil ki ada pe marta hai
Dil to chhup chhupke dil pe waar kare
Dil pe dil kaise ikhtiyaar kare
Dil muqaddar se yaar milta hai
Dil jo milta hai, pyaar hota hai

--CHORUS--
(Mera dil mera dil mera dil mera dil
Mera dil mera dil mera dil) - 2

--MALE--
Raat bhar dil ko dil jagaata hai
Chhedke dil ko dil sataata hai
Dil hi dil ko kareeb laata hai
Chain dil dil se milke paata hai
Khoobsurat khata hazaar kare
Dil jo chaahe to aankhen chaar kare
Dil muqaddar se yaar milta hai
Dil jo milta hai, pyaar hota hai
Dil deewaane ko kaun samjhaaye
Dil na jaane kahan kis pe aaye
Dil to saare jahan se takraaye
Koi dil ko juda na kar paaye
Dil to sholon ka dariya paar kare
Dil to dilbar pe jaan nisaar kare
Dil muqaddar se yaar milta hai
Dil jo milta hai, pyaar hota hai
Dil jo chaahe to intezaar kare
Dil jo chaahe to aitbaar kare
Dil jo chaahe to beqaraar kare
Dil muqaddar se yaar milta hai
Dil jo milta hai, pyaar hota hai

--CHORUS--
(Mera dil mera dil mera dil mera dil
Mera dil mera dil mera dil) - 2

--MALE--
Mera dil mera dil mera dil mera dil
Mera dil mera dil mera dil

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button