Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Album Name:  खिलाड़ी ४२०
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Sidi Saadhi Surat Iski Kitni Bholi
Shahad Se Bhi Zyaada Meethi Hai Iski Boli
Sidi Saadhi Surat Iski Kitni Bholi
Shahad Se Bhi Zyaada Meethi Hai Iski Boli
Iska Mukhda Chaand Ka Tukda
Iska Mukhda Chaand Ka Tukda
Yaar Mere Aisa Koi Hoga Na Kahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin

Joothi Hai Yeh To Joothi Mujhse Takraar Karti
Upar Se Gussa Lekin Andar Se Pyaar Karti
Joothi Hai Yeh To Joothi Mujhse Takraar Karti
Upar Se Gussa Lekin Andar Se Pyaar Karti
Lagti Hai Gusse Mein Ye Aur Bhi Haseen
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin

Ye To Balkhaye Dekho Sawaan Ke Julo Jaisi
Iske Tan Ki Khushboo Hai Gulshan Ke Phoolon Jaisi
Ye To Balkhaye Dekho Sawaan Ke Julo Jaisi
Iske Tan Ki Khushboo Hai Gulshan Ke Phoolon Jaisi
Shokhiyaan Hai Is Mein Badi Ye Hai Mehjabeen 
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Sidi Saadhi Surat Iski Kitni Bholi
Shahad Se Bhi Zyaada Meethi Hai Iski Boli
Iska Mukhda Chaand Ka Tukda
Iska Mukhda Chaand Ka Tukda
Yaar Mere Aisa Koi Hoga Na Kahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin
Mere Biwi Ja Jawaab Nahin

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button