Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mere Mann Ke Mandir Mein
Album Name:  हरे रामा हरे क्रष्णा
Singer Names: अनुराधा पौडवाल,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki
mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki
mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki
meri saans ke mere saans ke ektaare mein dhun hai usi ke naam ki
mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki
meri saans ke mere saans ke ektaare mein dhun hai usake naam ki
mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki

kitna dayalu hai bansi wala
bin maange diya mujhko ujaala
kitna dayalu hai bansi wala
bin maange diya mujhko ujaala
woh chunne hai mere saanjh sakaare
jabse main aayi shaam ke dwaare
jabse main aayi shaam ke dwaare
dekhe mann ki aankhon se shobha uske bhaam ki
mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki
meri saans ke mere saans ke ektaare mein dhun hai usake naam ki
mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki

charnon ki main dhul uthaaun
dhul ko maathe tilak lagaaun
charnon ki main dhul uthaaun
dhul ko maathe tilak lagaaun
shaam ki bhakti shaam ki pooja
aur mujhe koi kaam na dooja
aur mujhe koi kaam na dooja
na sudh hai jalpaan ki na sudh hai vishraam ki
mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki
meri saans ke mere saans ke ektaare mein dhun hai usake naam ki
mere mann ke mandir mein murat hai ghanshaam ki...








Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button