Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Meri Chahto Ka Samunder To Dekho
Album Name:  जुर्म
Singer Names: अभिजीत,अल्का याग्निक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Ishq bhi meharbaab
Husn bhi meharbaan
Dil mere bas main kaha
Ha re ha re ha

Meri chahto ka
samundar to dekho - 3
mujhe bhi kabhi apna 
kahkar to dekho - 3
dhadkanai jab khili
do dishayein mili 
roshan hua yeh jahan
ha re ha re ha

mohabbat ki hadh se 
gujar kar to dekho - 3
samundar ko baahon main 
bhar kar to dekho - 3
Ishq bhi meharbaab
Husn bhi meharbaan
Dil mere bas main kaha
ha re ha re ha

Mausam mohabbat ke chahat ke ikraar ke
mere lahu main utarte rahein
saanson ne ro ro ke mangi hai rab se dua 
markar bhi tumpar marte rahe
ek saath hum rahenge
ek saath hum kahenge
saanson ne saason par
likhdi jo daastan
ha re ha re haaa...

kabhi mere dil main 
utarkar to dekho - 3 
tum iss aaine main 
savarkar to dekho - 3


khwaabon main rehate ho
rag rag main behate ho tum
chaye dil par badal  ho tum
hothon main haste ho aankhon main baste ho tum
meri umango ki hulchul ho tum
khamoshiyon ke dharein 
karne lage ishaare 
aankhon ne aankhon ko 
de di hai ek jubaa
ha re ha re ha

kabhi door ek pal bhi
rahkar bhi dekho - 3
kabhi jaan doongi 
kahkar to dekho - 3

Meri chahto ka
samundar to dekho - 3
mujhe bhi kabhi apna 
kahkar to dekho - 3
mohabbat ki hadh se 
gujar kar to dekho - 3
samundar ko baahon main 
bhar kar to dekho - 3

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button