Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Meri Zindagi Ke Malik
Album Name:  इमान बेईमान
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Meri zindagi ke malik
Mere dil pe haath rakh de
Meri zindagi ke malik
Mere dil pe haath rakh de
Tere aane ki khushi mein
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye
Meri zindagi ke malik
Mere dil pe haath rakh de
Tere aane ki khushi mein
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye

Tera hosala badega 
Tera hosala badega
Daaman tu thaam lega
Rakh doon jo haath dil par
Rakh doon jo haath dil par
Tera dil machal na jaaye
Rakh doon jo haath dil par
Tera dil machal na jaaye

Ek taraf ho saari duniya
Ek taraf ho soorat teri
Ek taraf ho saari duniya
Ek taraf ho soorat teri
Hum tujhe duniya se ho kar bekhabar dekha karein

Mujhko qabool teri duniya mein rehna lekin
Mujhko qabool teri duniya mein rehna lekin
Bhar jaaye dil na tera
Bhar jaaye dil na tera
Kahin tu badal na jaaye
Bhar jaaye dil na tera
Kahin tu badal na jaaye

Meri zindagi ke malik
Mere dil pe haath rakh de
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye

Kar gayi deewana mujhko teri deewangee
Kar gayi deewana mujhko teri deewangee
Tu mujh mein ab hai zinda main to thi jaise mar gayi

Meri zindagi ke malik
Mere dil pe haath rakh de
Meri zindagi ke malik
Mere dil pe haath rakh de
Tere aane ki khushi mein
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye

Tera hosala badega 
Tera hosala badega
Daaman tu thaam lega
Rakh doon jo haath dil par
Tera dil machal na jaaye
Rakh doon jo haath dil par
Tera dil machal na jaaye 

Posted By : Mastani Laila

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button