Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mohabbat Naam Hai Kiska
Album Name:  अजनबी
Singer Names: अल्का याग्निक,Udit Narayan,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: 
 

--FEMALE--
Oh, pehli kasam pyaar ki tum yaad rakhna sanam
Pehla kadam pyaar ka tum yaad rakhna sanam

Mohabbat naam hai kiska, shuru kahan se hoti hai - 2
Kiya kisne isse paidaa, khatam kahan pe hoti hai

--MALE--
Mohabbat hai mann ka, shuru aankhon se hoti hai - 2
Kiya dil ne isse paidaa, khatam saanson pe hoti hai
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Yeh hi mohabbat hai

--MALE--
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Yeh hi mohabbat hai

Duniya mein jab zindagi ka naam nahin tha
Haan, hum tum milenge, itna mujhko yakeen tha

--MALE--
Ab hum mile hain, door nahin jaayenge
Saari umar tumko hi chaahenge
Hey, yeh vaada hai vaada mera
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Yeh hi mohabbat hai

--MALE--
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Haan, yeh hi mohabbat hai
Mohabbat naam hai kiska, shuru kahan se hoti hai
Kiya kisne isse paidaa, khatam kahan pe hoti hai

--MALE--
Mohabbat hai mann ka, shuru aankhon se hoti hai
Kiya dil ne isse paidaa, khatam saanson pe hoti hai
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Yeh hi mohabbat hai

--MALE--
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Haan, yeh hi mohabbat hai

--MALE--
Laakhon haseenon mein tumko chunaa hai sanam
Duniya mein tere liye hi liya hai janam

--FEMALE--
Tumne yeh kehkar kya kar diya
Yunhi baaton baaton mein dil le liya
Oh, dhadkanon mein nasha hai tera

--MALE--
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Yeh hi mohabbat hai

--MALE--
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Haan, yeh hi mohabbat hai
Mohabbat naam hai kiska, shuru kahan se hoti hai
Kiya kisne isse paidaa, khatam kahan pe hoti hai

--MALE--
Mohabbat hai mann ka, shuru aankhon se hoti hai
Kiya dil ne isse paidaa, khatam saanson pe hoti hai
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Yeh hi mohabbat hai

--MALE--
Yeh to mohabbat hai

--FEMALE--
Haan, yeh hi mohabbat hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button