Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mohabbat Ne Mohabbat Ko
Album Name:  एक रिश्ता
Singer Names: Udit Narayan,अल्का याग्निक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

(Hawa keh rahi hai, ghata keh rahi hai
Haseen yeh nazaara hai
Dil hi yeh samjhega, dil hi yeh jaanega
Dil ka ishaara hai) - 2
(Mohabbat ne mohabbat ko
Mohabbat se pukaara hai) - 2

Hawa keh rahi hai, ghata keh rahi hai
Haseen yeh nazaara hai
Dil hi yeh samjhega, dil hi yeh jaanega
Dil ka ishaara hai
Mohabbat ne mohabbat ko
Mohabbat se pukaara hai

Mohabbat se meri jo aankhen mili to
Mohabbat main karne laga
Jo dekhi mohabbat ki deewangi to
Mohabbat pe marne laga

Mohabbat ko to chain aaye meri jaan
Mohabbat ki aaghosh mein
Mohabbat se milke deewani rahe na
Mohabbat kabhi hosh mein

Mera dil, meri jaan, tu mera armaan
Mujhe to teri khoobsurat jawaan
In adaaon ne maara hai

Zara puchh maine bina tere kaise
Yeh lamha guzaara hai
Mohabbat ne mohabbat ko
Mohabbat se pukaara hai

Mohabbat ne mohabbat ko
Mohabbat se pukaara hai

Mohabbat mohabbat tere dil pe likh do
Mohabbat mera naam hai

Mohabbat se badhke nahin kaam koi
Mohabbat mera kaam hai

Mohabbat ko dekho, mohabbat ko chaaho
Mohabbat se baatein karo

Mohabbat kabhi door jaaye jo mujhse
Mohabbat mein aahein bharo

Yeh vaada toote na, yeh daaman chhoote na
Tera pyaar mujhko ae jaane jahaan
Zindagi se bhi pyaara hai

Tere roop ko maine jaane tamanna
Jigar mein utaara hai
Mohabbat ne mohabbat ko
Mohabbat se pukaara hai

Mohabbat ne mohabbat ko
Mohabbat se pukaara hai

Hawa keh rahi hai, ghata keh rahi hai
Haseen yeh nazaara hai

Dil hi yeh samjhega, dil hi yeh jaanega
Dil ka ishaara hai

Mohabbat ne

Mohabbat ko

Mohabbat se

Pukaara hai

Mohabbat ne mohabbat ko
Mohabbat se pukaara hai

Pukaara hai

Pukaara hai

Pukaara hai

Pukaara hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button