Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mori Chham Chham Baaje
Album Name:  घुंघट
Singer Names: लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

mori chham-chham baaje paayaliya - 2
aaj mile hai more saanwariya - 2
mori chham-chham baaje

badi muddat mein dil ke sahaare mile aaj doobe huon ko kinaare mile - 2
kabhi muskaaye mann,kabhi sharmaay mann
kabhi nainon ki chhalake gaagariya
mori chham-chham baaje

chaand-taaron ke gahene pahena do mujhe koi aa ke dulhaniya bana do mujhe - 2
nahin bas mein jiyaa, kaisaa jaadoo kiyaa
piyaa aaj huee re main to baawariyaa
mori chham-chham baaje

Posted by: p u r n i m a

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button