Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mujhe Mere Yaar Ka
Album Name:  यार का दीदार चाहिये
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

o~ jalwaa-e-yaar chahata hoon main
pyar hi pyar chahata hoon main
jisko dekhe zamana beet gaya 
uska deedar chahata hoon main

mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 5
yeh maal aur daulat nahi chahiye - 2
zamaane ki shuahrat nahi chahiye - 2
mohabbat mein bedaam bikta hoon main
mujhe koi keemat nahi chahiye
mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 3
deedar chahiye haa baar baar chahiye
deedar chahiye haa sau baar chahiye
deedar chahiye haa baar baar chahiye
mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 2

ruutt yun hi beete na suhaani pyar ki - 2
yaar bin adhuri hai kahaani pyar ki - 2
haal kya kahu main dil-e-bekaraar ka - 2
mujhko sataye saawan intezaar ka - 2
dil-e-beqaraar ko karaar chahiye - 2
mujhe mere yaar ka deedar chahiye 
bas mujhe mere yaar ka deedar chahiye 
mujhe mere yaar ka deedar chahiye 
haa mujhe mere yaar ka deedar chahiye 
mujhe mere yaar ka deedar chahiye 

aa~
jalwa mere yaar ka dhundhe hai nazar - 2
rab de duaan mein meri itna asar - 2
durr rehke yaar se raha nahi jaaye - 2
saari saari raat mujhe neend nahi aaye - 2
khiza nahi chahiye bahaar chahiye - 2
mujhe mere yaar ka deedar chahiye 
bas mujhe mere yaar ka deedar chahiye 
mujhe mere yaar ka deedar chahiye 
haa mujhe mere yaar ka deedar chahiye 
mujhe mere yaar ka deedar chahiye 

har pal dase mujhe tanhaaiya - 2
suni suni si hai pyar ki waadiya - 2
phool ki wafaon ka khilta nahi - 2
chain mere dil ko milta nahi - 2
ek baar nahi baar chahiye - 2
mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 5
yeh maal aur daulat nahi chahiye - 2
zamaane ki shuahrat nahi chahiye - 2
mohabbat mein bedaam bikta hoon main
mujhe koi keemat nahi chahiye
mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 3
deedar chahiye haa baar baar chahiye
deedar chahiye haa sau baar chahiye
deedar chahiye haa baar baar chahiye
mujhe mere yaar ka deedar chahiye...




Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button