Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Mujhe Tere Jaisi
Album Name:  राज़ (अलबम)
Singer Names: Udit Narayan,Sarika Kapoor,
Lyricist Name:  समीर
Music Director: Nadeem Saifee
 

--MALE--
(Mujhe tere jaisi ladki
Mil jaaye to kya baat ho) - 2
Kabhi paas bulaaye, kabhi chhupke sataaye
Mera dil dhadkaaye, mera chain churaaye

--FEMALE--
(Mujhe tere jaisa ladka
Mil jaaye to kya baat ho) - 2
Kabhi paas bulaaye, kabhi chhupke sataaye
Mera dil dhadkaaye, mera chain churaaye

--MALE--
Mujhe tere jaisi ladki
Mil jaaye to kya baat ho
Aankhon mein teri chaahat ka nasha
Zulfon mein teri khushboo ki ghata

--FEMALE--
Mujhe achhi lage taarif teri, ho
Ab naam tere har saans meri

--MALE--
Madhosh banaaye, mera hosh udaaye
Mera dard badhaaye, nas nas mein samaaye

--FEMALE--
Mujhe tere jaisa ladka
Mil jaaye to kya baat ho

--MALE--
Mujhe tere jaisi ladki
Mil jaaye to kya baat ho

--FEMALE--
Na mujhse kabhi takraar kare
Mujhe pyaar kare, bas pyaar kare

--MALE--
Na shak mujhpe kabhi yaar kare
Jo sirf mera aitbaar kare

--FEMALE--
Palkon pe bithaaye, mere khwaab sajaaye
Tan mann mahekaaye, meri pyaas bujhaaye

--MALE--
Mujhe tere jaisi ladki
Mil jaaye to kya baat ho

--FEMALE--
Mujhe tere jaisa ladka
Mil jaaye to kya baat ho

--MALE--
Kabhi paas bulaaye, kabhi chhupke sataaye

--FEMALE--
Mera dil dhadkaaye, mera chain churaaye

--MALE--
Mujhe tere jaisi ladki
Mil jaaye to kya baat ho

--FEMALE--
Mujhe tere jaisa ladka
Mil jaaye to kya baat ho

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button