Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Na Poochcho Na Poochcho
Album Name:  कैश
Singer Names: Sunidhi Chauhan,Vishal Dadlani,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

(tune na jaane kya jadoo mujhe per kar diya
tune na jane kyon baahon mein mujhe bhar liya
tune to mujhko pagal yun kar diya, ki abb na pooch soniye) - 2
na pooch, (na poochcho na poochcho - 2)
ki hua yeh haal yeh dil ka kaise
ki hua behaal yeh dil kyun aise
kisi nazar se kahin nazar yeh mile, hua tab aise aree aree aree
na pooch, (na poochcho na poochcho - 2)
ki hua yeh haal yeh dil ka kaise
(tune na jane kya jadoo mujhe per kar diya
tune na jane kyon baahon mein mujhe bhar liya
tune to mujhko pagal yun kar diya, ki abb na pooch soniye) - 2

(faisla ab jang karle faasalo ko kam karle
aa meetaade tanhaayi apne dil mein tu bharle) - 2
zara rahe na zara yeh doori gale lagale aise, aree aree aree
na pooch, (na poochcho na poochcho - 2)
ki hua yeh haal yeh dil ka kaise
(tune na jane kya jadoo mujhe per kar diya
tune na jane kyon baahon mein mujhe bhar liya
tune to mujhko pagal yun kar diya, ki abb na pooch soniye) - 2
oy maajhi oy maajhi
haaiya haaiya re haaiya re - 4
(kya akeli raahein thi, kya akeli aahein thi
kya ghane andhere the, kitne sooni baahein thi) - 2
mila magar tu mila, toh dil yun khila phool ho jaise aree aree aree
na poochcho, (na poochcho na poochcho - 2)
ki hua yeh haal yeh dil ka kaise
(tune na jane kya jadoo mujhe per kar diya
tune na jane  kyon baahon mein mujhe bhar liya
tune to mujhko pagal yun kar diya, ki abb na pooch soniye) - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button