Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Naam Hai Mera Fonsesca
Album Name:  जो जीत वोही सिकन्दर
Singer Names: अमित कुमार,अल्का याग्निक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Bachke humse kidhar jayega idhar aana maangta
Naam hai mera monica khaali pilli hukum nahin maanta
Hum to jaani udhar jayega jidahr jaana maangta

Apne paas hai bangla bhi car bhi
Phir oopar se karega hum tumko pyaar bhi
Apne paas hai bangla bhi car bhi
Phir oopar se karega hum tumko pyaar bhi
Shaan pyaare teri ek dum jhoothi hai
Boot maanga hua bhaade ka suit hai
no no no

Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Bachke humse kidhar jayega idhar aana maangta

Sorry o dear nahin samjha tumko hum
Ab shaadi ke liye to fit ho tum ek dum
Sorry o dear nahin samjha tumko hum
Ab shaadi ke liye to fit ho tum ek dum
Phir to ho jayenge sapne poore sanam
Jalnewaala jalein humk kaahe ka gum

Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Bachke humse kidhar jayega idhar aana maangta

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button