Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Nazar Ka Milana
Album Name:  इंसाफ
Singer Names: Udit Narayan,अनुराधा पौडवाल,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

( nazar kaa milaanaa mohabbat hai
nazar kaa jhukaanaa mohabbat hai ) -2
tum chaahe jis se poochh lo, mere sanam -2

yun dil ko churaanaa mohabbat hai
yun nazadiik aanaa mohabbat hai
tum chaahe jis se poochh lo, mere sanam -2
yun mujhko sataanaa mohabbat hai

nazar kaa milaanaa mohabbat hai

achchhi nahin hai jaanaa ye aadat
chhupti nahin hai aise chhupne se chaahat

o.. dekho ji aise sharaarat karo na
sab dekh leinge aise mujhko chhuo na

yun sab se chhupaanaa mohabbat hai
yun sharmaanaa mohabbat hai

yum chaahe jis se poochh lo, mere sanam -2
yun mujhko sataanaa mohabbat hai -2

aa.. aa.... aa.... aa.... -3

aashiq banaaye mujhko teri adaayein
tujhko bulaayein meri bechain baanhein

o.. dekho na aise mujhko deevaangi se
jaane kyun Dar lagtaa hai is bekhudi se

yun karnaa bahaanaa mohabbat hai
yun zulfein giraanaa mohabbat hai
tum chaahe jis se poochh lo, mere sanam -2

yun dil ko churaanaa mohabbat hai
yun nazdeek aanaa mohabbat hai
tum chaahe jis se poochh lo, mere sanam

tum chaahe jis se poochh lo, mere sanam

yun mujhko sataanaa mohabbat hai
nazar kaa milaanaa mohabbat hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button