Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Neele Gagan Ke Tale
Album Name:  हमराज़ (पुरानी)
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

He... neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale -2
Aise hi jag mein, aati hain subahein, aise hi shaam dhhale...
He... neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale 

Shabnam ke moti, phoolon pe bikhre, dono ki aas phale ...
He... neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale

Balkhaati belen, masti mein khelen, pedon se mil ke gale...
He... neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale

Nadiya ka paani, dariya se mil ke, saagar ki aur chale ...
He... neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale
Aise hi jag mein, aati hain subahein, aise hi shaam dhhale...
He... neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale
Aa…aa…aa…
He... neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale 
He… la ra lala la lalala…la ralalala…

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button