Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  O Dekho Maane Nahi
Album Name:  टैक्सी ड्राइवर
Singer Names: आशा भोंसले,जगमोहन बख़्शी,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

a : o dekho maane nahi 
( dekho maane nahi roothi haseena 
na jaane kya baat hai 
a : aaye saajan ke munh pe paseena 
na jaane kya baat hai )  -2 

ja : dir dir dir 
a : dar dar da da 

ja : poochho kis kaaran hui ye ladaai 
a : iska baalam hoga harajaai 
ja : o ho zara ruk jaayen sun le safaai 
a : kehti hai guri main baaj aayi 
maane nahi 
ja : o dekho maane nahi roothi haseena 
na jaane kya baat hai 
a : ho o o 
aaye saajan ke munh pe paseena 
na jaane kya baat hai 

ja : kaahe koi utara hai dil se kisi ke 
a : aaya hoga raat ko pi ke 
ja : kya kaha pi ke 
a : haan 
aaya hoga raat ko pi ke 
ja : aaise kaise beetenge din zindagi ke 
a : aahen bhar kar aansu pi ke 
maane nahi 
ja : o dekho maane nahi roothi haseena 
na jaane kya baat hai 
a : aaye saajan ke munh pe paseena 
na jaane kya baat hai 

ja : dekho bechaara sajan rota hai 
a : ab pachhataaye kya hota hai 
ja : milen dil-dil se to pyaar khota hai 
a : dil milna mushakil hota hai 
maane nahi 
ja : o dekho maane nahi roothi haseena 
na jaane kya baat hai 
a : aaye saajan ke munh pe paseena 
na jaane kya baat hai 
ja : dekho maane nahi roothi haseena 
na jaane kya baat hai 

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button