Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  O Solemiya
Album Name:  पॉपकॉर्न खाओ मस्त हो जाओ
Singer Names: Sunidhi Chauhan,
Lyricist Name:  विशाल दादलानि
Music Director: Shekhar Ravjiani
 

Aa more miya -2
Dil tujhko diya
Pyaar tujhse kiya

(O Solemiya o solemiya
Dil tujhko diya
Pyaar tujhse kiya) -2
Raaton main bhi aaye na chaina
Beetegi kaise yeh raina
Too na mila to maine kya jiya
maine kya jiya -2
(O Solemiya o solemiya
Dil tujhko diya
Pyaar tujhse kiya) -2

Marj ki koi dard
Mere dil main kahin
Chubh rahe hon
Aahen bhi ab le rahi hain
Naam tumhara
Is dard ki tum dawa ho
Hoon khush vahi tum jahan ho
Chahat main gum ho gaya hai
Yeh dil bechara
Ab tanha kya rahna
Jab milna hai tumse hi aakhir
Kyoon rokun main khud ko
Kho jana hai ishq main aakhir
Jo khudh to sambhala to maine kya jeeya
Maine kya jeeya -2
(O Solemiya o solemiya
Dil tujhko diya
Pyaar tujhse kiya) -2

Aisa koi pal na hoga
Jisme main mere dil main
Tum na ho aur khwaabon main
Na ho chehra tumhaara
Saanson main tum
Chha rahe ho ban ke nasha
Is qadar ke dol raha hai
Nashe main jahaan saara
Is pal main milna hai
To lo hum yahan pe mile hain
Is pal main agar kal ho
To kal hum yahin phir milenge
Mil na sake to kam se kam
Maaine jeeya is pal main jiya
Ik pal to jeeya

(O Solemiya o solemiya
Dil tujhko diya
Pyaar tujhse kiya) -2
(Raaton main bhi aaye na chaina
Beetegi kaise yeh raina)-2
Too na mila to maine kya jiya
maine kya jiya
O Solemiya o solemiya
Dil tujhko diya
Pyaar tujhse kiya) -2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button