Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Pahali Na Duusari Teesari Pasand Hai
Album Name:  मदभरे नैन
Singer Names: किशोर कुमार,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

pahali na duusari teesari pasand hai
shaadi ka kar do intazaam
meri o meri shaadi shaadi ka kar do intazaam
purvi na pashchimi lachhami pasand hai
shaadi ka kar do intazaam
meri o meri shaadi shaadi ka kar do intazaam
pahali na duusari teesari pasand hai
shaadi ka kar do intazaam

ghar pe tum hanso to diye ke bina ho roshani
ghar pe tum hanso
ghar pe tum hanso to diye ke bina ho roshani
chaand ho na ho har ek raat rahe chaandani
ab to har ek haal mein zindagi pasand hai
shaadi ka kar do intazaam
meri meri shaadi ka kar do intazaam

aankhon se padhake dil ki baat jaan logi tum
aankhon se padhake
aankhon se padhake dil ki baat jaan logi tum
jit ho to jit haar ho to maan logi tum
kah do dhuup chaanv ki ye gali pasand hai
shaadi ka kar lo intazaam
meri are meri shaadi ka kar do intazaam

koi ja kaho ke un ki haan ka intazaar hai
koi ja kaho
koi ja kaho ke un ki haan ka intazaar hai
##doctor## bina ilaaj marz ka shikaar hai
mujhako ye tadapati dil ki bekali pasand hai
shaadi ka kar do intazaam
meri o meri shaadi ka kar do intazaam
pahali na duusari teesari pasand hai
shaadi ka kar do intazaam
meri o meri shaadi shaadi ka kar do intazaam

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button