(panchhi meri khushi ka (zamaana kahaan gaya) - 2) - 2
aankhon ne jo likha wo (fasaana kahaan gaya) - 2
(ab unako rokane ki zaruurat bhi pad gayi) - 2
wo mere ruuthane ka (bahaana kahaan gaya) - 2
(main dil se puuchhati huun (kahaan hai mera suhaag) - 2) - 2
(dil mujh se puuchhata hai (diwaana kahaan gaya) - 2) - 2
(tu meri qaid mein hai to (main gam ki qaid mein) - 2) - 2
wo tera git mera (taraana kahaan gaya) - 2 |