Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Peete Peete Kabhi Kabhi Yun Jaam Badal Jaate Hai
Album Name:  हादसा द ग्रूवी मिक्स
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hai - 2
jaam badal jaate hai - 2, are kaam badal jaate hai
logon ke naam badal jaate hai - 2
peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hai

ye parwaana ae shama mehmaan hai ek raat ka - 2
dil ki baatein chhed doon agar hai bas ek baat ka
yahaa se wahaa tak jaane mein
wahaa se yahaa tak aane mein
log ye kehate hai ji - 2, band liphaape mein bhi 
dil ke paigaam badal jaate hai
peete peete peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hai

do rukh har tasveer ke hairaa hoon main dekh ke - 2
hai ek chehara aur bhi chehare pe har ek ke
nazar ko nazar jo aata hai
farebi nazar kehalata hai
neend ke ek zonke se - 2, aankh ke ek dhonke se
raam aur shaam badal jaate hai
peete peete (peete peete kabhi kabhi yun jaam badal jaate hai - 3)

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button