Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Pehle To Kabhi Kabhi
Album Name:  दिल के टुकडे हजार हुये
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Hey, eh
Hmm, pehle to kabhi kabhi gham tha
Ab to har pal hi teri yaad sataati hai - 2
Pehle to kabhi kabhi gham tha
Ab to har pal hi teri yaad rulaati hai - 2
Pehle to kabhi kabhi gham tha
Magar yeh dard-e-judaai hai har ghadi ab - 2
Pehle to kabhi kabhi gham tha
Magar yeh daag-e-judaai hai har ghadi ab - 2
Main tujhse kaise kahoon yeh bata
Ke teri yaad ke sahaare jee raha hoon - 2
Main tujhse kaise kahoon yeh bata
Ke gham ke aansuon ko khud hi pee raha hoon - 2
Main tujhse kaise kahoon yeh bata
Na maar daale teri bewafaai mujhko - 2
O, main tujhse kaise kahoon yeh bata
Na maar daale kahin yeh judaai mujhko - 2
Ho, bata de mujhko bewafa yeh
Main teri raah mein kab tak khada rahoonga - 2
Bata de mujhko bewafa yeh
Main tere dar pe yun kab tak pada rahoonga - 2
Hmm, bata de mujhko bewafa yeh
Tu mujhko kab talak aise hi rulaayega - 2
Bata de mujhko bewafa yeh
Tu mujhko kab talak apna na banaayega - 2
Hmm, ae pagli tu kyoon ro rahi hai
Ke gham to mujhko uthaana hai judaai ka - 2
Ae pagli tu kyoon ro rahi hai
Tere liye to sama hai yeh shehnaai ka - 2
Ae pagli tu kyoon ro rahi hai
Ke gaaon chhodna hai mere muqaddar mein - 2
Hmm, ae pagli tu kyoon ro rahi hai
Ke umr guzregi ab meri yeh safar mein - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button