Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Phir Kya Hua
Album Name:  आतिश (अलबम)
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

POOCH NAA MUJH SE KAL KYA HUA
DARIYA KINARAY MEIN THA KHARA
MUJH KO MILI EK JAN-E-ADA
ZULFAIN THEEN JAISE KAALI GHATTA

POOCH NAA MUJH SE KAL KYA HUA
DARIYA KINARAY MEIN THA KHARA

PHIR KIA HUA 
US NE KAHA

TERI GALI MEIN MERA GHAR HAI
KAB SE TUJH PE MERI NAZAR HAI
MILTAY NAHIN KIYON DARTE HO KIYA
AUR KISI PE MARTAY HO KIYA
PEHLAY ZARA SA MEIN DAAR GIYA
MAZBOOTH DIL KO PHIR KAR LIYA

POOCHO NA MUJH SAY KAL KIA HUA 
DARIYA KINARAY MEIN THAA KHARA
MUJH KO MILI EK JAN-E-ADA
ZULFAIN THEEN JAISE KAALI GHATTA

PHIR KIA HUA

MEIN NE KAHA SUNN DIL RUBA
DEKHA JO MEIN NE MUKHRA TERA
MUJH KO MERI JAAN AISA LAGA
SEENAY SE MERAY DIL TU GIYA
BAANHAIN KHULI HAIN BAANHON MEIN AA
JEEWAN KI MEHKI RAHON MEIN AA

POOCHO NAA MUJH SAY KAL KIA HUA 
DARIYA KINARAY MEIN THAA KHARA
MUJH KO MILI EK JAN-E-ADA
ZULFAIN THEEN JAISE KAALI GHATTA

PHIR KIA HUA
PHIR YEH HUA

RACH GAI DIL KI DHARKAN MEIN WOH
BAS GAI DIL KE AANGAN MEIN WOH
GHULL GAI WOH SAANSON MEIN AISAY
BANDH GALI MEIN KHUSHBOO HO JAISAY
DONO MEIN PHIR EK WAADA HOWA
MILTAY RAHAIN GAY YOONHI SAADA 

POOCHO NAA MUJH SAY KAL KIA HOWA
DARIYA KINARAY MEIN THAA KHARA
MUJH KO MILI EK JAN-E-ADA
ZULFAIN THEEN JAISE KAALI GHATTA

PHIR KIA HUA
PYAR HUA

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button