Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Pichhle Baras Yeh Darr Tha
Album Name:  हरजाई
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

pichhle baras yeh darr tha - 2 kahi tu judaa na ho
pichhle baras yeh darr tha kahi tu judaa na ho
abke baras duaan hai tera saamna na ho saamna na ho
gujre jidhar se tu - 2 woh mera raasta na ho
gujre jidhar se tu woh mera raasta na ho
abke baras duaan hai tera saamna na ho saamna na ho - 2

achha meri wafaaon ka tune sila diya
yeh kya kiya ke khaak mein mujhko mila diya
achha meri wafaaon ka tune sila diya
yeh kya kiya ke khaak mein mujhko mila diya
surmaa samajh ke gair ko aankhon mein di jagah
aansu samajh ke mujhko nazron se gira diya
mehboob yun kisika - 2 koi bewafaa na ho
mehboob yun kisika koi bewafaa na ho
abke baras duaan hai tera saamna na ho saamna na ho - 2

tere sitam ki dastaan kisko sunaaun main
tune diye jo zakhm woh kisko dikhaaun main
tere sitam ki dastaan kisko sunaaun main
tune diye jo zakhm woh kisko dikhaaun main
ab aaise mod par hai meri zindagi jahaan
yeh bhi bahut hai agar tujhko bhul jaaun main
jo mujhse hui aaisi - 2 kisise khata na ho
jo mujhse hui aaisi kisise khata na ho
abke baras duaan hai tera saamna na ho saamna na ho - 2

tirath nahi hai jismein woh surat fizul hai 
khushbu agar na ho toh woh kaagaz ka phool hai
tirath nahi hai jismein woh surat fizul hai 
khushbu agar na ho toh woh kaagaz ka phool hai
yeh dil kabhi na dhadkega ab tere naam se
tera usool hai to mera bhi usool hai
iss zindagi mein tujhse - 2 kabhi vaasta na ho
iss zindagi mein tujhse kabhi vaasta na ho
abke baras duaan hai tera saamna na ho saamna na ho

pichhle baras yeh darr tha - 2 kahi tu judaa na ho
pichhle baras yeh darr tha kahi tu judaa na ho
abke baras duaan hai tera saamna na ho saamna na ho
gujre jidhar se tu - 2 woh mera raasta na ho
gujre jidhar se tu woh mera raasta na ho
abke baras duaan hai tera saamna na ho saamna na ho - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button