Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Piya Ki Jogan
Album Name:  राहुल
Singer Names: Sunidhi Chauhan,रिचा शर्मा,
Lyricist Name:  आनंद बख्शी
Music Director: Anu Malik
 

Oh Thumke Waali Oh Jhumke Waali 
Oh Thumke Waali Oh Jhumke Waali 
Gaalon Pe Laga Le Kitni Bhi Laali
Oh Kuch Bhi Kar Le Sautan Sautan Sautan
Main To Apne Piya Ki Jogan
Main Hoon Apne Piya Ki Jogan
Oh Meri Nindiya Chura Le Meri Bindiya Chura Le
Chaahe Kajra Lagale Chaahe Gajra Sajale
Oh Kuch Bhi Kar Le Sautan Sautan Sautan
Main To Apne Piya Ki Jogan
Main Hoon Apne Piya Ki Jogan

Karle Bairan Saare Jadoo Lehenge Mein Lagwale Ghunghroo
Woh Kaagaz Ka Phool Hai Phir Bhi Us Mein Nahi Pyaar Ki Khushboo
Karle Bairan Saare Jadoo Lehenge Mein Lagwale Ghunghroo
Woh Kaagaz Ka Phool Hai Phir Bhi Us Mein Nahi Pyaar Ki Khushboo
Hoton Pe Laali Kaano Mein Baali Mein Doongi Gaali 
Mein Hoon Gharwali Woh Hai Meri Padosan
Main To Apne Piya Ki Jogan
Main Hoon Apne Piya Ki Jogan

Tu Harjai Woh Harjai Tum Dono Ki Khoob Hai Jodi
Tum Dono Pakde Jaaoge Tum Dono Ne Ki Hai Chori
Tu Harjai Woh Harjai Tum Dono Ki Khoob Hai Jodi
Tum Dono Pakde Jaaoge Tum Dono Ne Ki Hai Chori
Phir Meri Baaten Yaad Karo Gaye Are Ro Ro Ke Fariyaad Karoge
Jab Dhal Jaayega Joban Joban Joban
Main To Apne Piya Ki Jogan
Main Hoon Apne Piya Ki Jogan
Piya Piya Piya Piya Piya
Main To Apne Piya Ki Jogan
Oh Main Hoon Apne Piya Ki Jogan
Jogan Jogan Jogan Jogan 
Jogan Jogan Jogan Jogan

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button