Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Pyaar Do Pyaar Do
Album Name:  जाँबाज़
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

sa: o... pyaar do, ho ho... pyaar lo
(ek to kam zindgaani, us se bhi kam hai javaani) -2
(jab tak josh mein javaani 
jab tak Khoon mein ravaani) -2
mujhe hosh mein aane na do
pyaar do pyaar lo
pyaar do do, pyaar lo
o... pyaar do, ho ho... pyaar lo

(o noor-e-Khudaa bhi barse vahaaN par, pyaase milate hain do dil jahaaN par) -2
(zindagi se tumhen, jo bhi lamhaa mile) -2
use pyaar pe hi vaar do
pyaar do pyaar lo
pyaar do do, pyaar lo
ek to kam zindgaani...

(hey husn-o-ishq ke dam se zamaanaa, yahi haqeeqat hai baaqi fasaanaa) -2
(dilvaale jahaaN, hai jannat vahaaN) -2
jahaaN pyaar hi pyaar ho
pyaar do pyaar lo
pyaar do do, pyaar lo
ek to kam zindgaani...
a: pyaar hi Khudaa, pyaar intahaa
pyaar... bandagi, pyaar hi Khudaa

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button