Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Pyar Ko Chahe Kya Ek Nazar
Album Name:  एक नज़र
Singer Names: किशोर कुमार,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Hmm Hm Ek Nazar Ek Nazar

Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar Ek Nazar (3)
Der Se Tu Mere Armaano Ke Aaine Mein (2)
Bandh Palken Liye Baithi Hai Mere Seene Mein
Ae Meri Jaan E Haya 
Dekh Idhar Dekh Idhar Dekh Idhar
Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar Ek Nazar (2)

Bekararon Ki Dawa Ek Nazar Ek Nazar (2)
Chain Dekar Jo Bechain Bana Deti Ho (2) 
Ho To Shabnam Si Magar (2)
Aag Laga Deti Ho
Jab Miley Shor Uhtey
Hai Re Dil Hai Jigar Hai Jigar
Bekararon Ki Dawa Ek Nazar Ek Nazar (2)

Dardmando Ki Sada Ek Nazar Ek Nazar (2)
Shikwa Baaki Rahe Door Gila Ho Jaaye (2)
Iss Tarah Dekh Deewane Ka Bhala Ho Jaaye
Chahnewaalon Mein Aa 
Der Na Kar Der Na Kar Der Na Kar
Dardmando Ki Sada Ek Nazar Ek Nazar (2)

Ishq Maange Hain Dua Ek Nazar Ek Nazar (2)
Khoon-E-Dil Se Bade Rukhsar Ki Laali Teri (2)
Meri Aahon Se Palak Aur Ho Gaali Teri
Meri Haalat Pe Na Ja
Aur Sanwar Aur Sanwar Aur Sanwar
Ishq Maange Hain Dua Ek Nazar Ek Nazar (2)

Pyar Ko Chahiye Kya 
Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar Ek Nazar

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button