Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Raat Humari Toh
Album Name:  परिणिता
Singer Names: चित्रा,Swan,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

ratiya kari kari ratiya
ratiya andhiyari ratiya
raat humari toh
chand ki saheli hain
kitne dino ke baad
aayi woh akeli hain
chuppi ki birah hain
jhingur ka baje saath

raat humari toh
chand ki saheli hain
kitne dino ke baad
aayi woh akeli hain
samjho ki baati bhi koi bujha de aaj
andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj
andhera rootha hain 
andhera baitha hain 
gumsum sa kone main baitha hain
raat humari toh
chand ki saheli hain
kitne dino ke baad
aayi woh akeli hain
samjho ki baati bhi koi bujha de aaj
andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj

(andhera Pagal hain 
kitna ghanera hain
chubhta hain, dasta hain
phir bhi woh mera hain) - 2
uski hi godi main 
sir rakhke sona hain
uski hi baahon main
chupke se rona hain
ankhon se kajal ban
behta andhera aaj
raat humari toh
chand ki saheli hain
kitne dino ke baad
aayi woh akeli hain
samjho ki baati bhi koi bujha de aaj
andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj
andhera rootha hain 
andhera baitha hain 
gumsum sa, kone main baitha hain

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button