Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Rama Bachaye
Album Name:  पिता
Singer Names: अनुराधा श्रीराम,
Lyricist Name:  Praveen Bhardwaj
Music Director: आनंद राज आनंद
 

Solve Saawan Se Bhawron Ke Daman Se
Solve Saawan Se Bhawron Ke Daman Se
Chadti Jawani Se Baarish Ke Paani Se
Mann Bada Ghabraaye Haaye Rama Bachaye
Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Solve Saawan Se Bhawron Ke Daman Se
Solve Saawan Se Bhawron Ke Daman Se
Chadti Jawani Se Baarish Ke Paani Se
Mann Bada Ghabraaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye

Pehle Hi Din Haaye Nikli Jo Ghar Se
Bachna Saki Haaye Aashiqon Ki Nazar Se
Pehle Hi Din Haaye Nikli Jo Ghar Se
Bachna Saki Haaye Aashiqon Ki Nazar Se
Kehne Lage Aaj Aayi Hai Dekho
Pari Aasmaan Ki Zameen Pe Utar Ke
In Gore Gaalo Pe Haaye Haaye
In Kale Baalo Pe Haaye
In Gore Gaalo Pe In Kale Baalo Pe
Aankhon Ke Kadar Pe Naari Si Chalon Pe
Har Koyi Lut Jaaye Haaye Haaye 
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye

Badli Khayalon Ki Chatthi Nahin Hai
Tanha Shyaame Ye Katti Nahin Hai 
Badli Khayalon Ki Chatthi Nahin Hai
Tanha Shyaame Ye Katti Nahin Hai 
Pyaas Hoton Pe Aisi Ruki Hai
Jo Bheeghi Gataon Se Bujhti Nahin Hai
De De Dua Koyi Ya De Dawa Koyi 
De De Dua Koyi Ya De Dawa Koyi 
Poorab Se Aayi Hai Aisi Hawa Koyi
Dil Uda Hi Jaye Haaye Haaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye

Solve Saawan Se Bhawron Ke Daman Se
Solve Saawan Se Bhawron Ke Daman Se
Chadti Jawani Se Baarish Ke Paani Se
Mann Bada Ghabraaye Haaye Rama Bachaye
Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye
Rama Bachaye Mujhe Rama Bachaye
Rama Bachaye Haaye Rama Bachaye

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button