Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Rehna Hai Tere Dil Mein
Album Name:  रेहना है तेरे दिल में
Singer Names: सोनू निगम,कविता कृष्णमूर्ति,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

--MALE--
Mujhe kehna kehna, tujhse hai kehna
Mujhe rehna rehna tere dil mein rehna
Mujhe kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna
Oh, kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai

--FEMALE--
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon kyoon
Main to na jaanoon

--MALE--
Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai
(Tum jo kaho to jaane jaan
Taare todke main laaoon) - 2

--FEMALE--
Ek ajnabi pe mujhko aitbaar kyoon hai
Har gadhi khumaari kyoon hai, dhadkanein bata

--MALE--
Dilbar ab to meri jaan ban gayi ho tum
Maanga maine jisko jaaneman vahi ho tum

--FEMALE--
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon kyoon
Main to na jaanoon

--MALE--
Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai

--FEMALE--
Aah aah, aah aah, aah aah aah aah
Aah aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah

--MALE--
Yeh dil toda jo tune, jeete ji na mar jaaoon

--FEMALE--
Aah aah aah aah

--MALE--
Yeh dil toda jo tune, jeete ji na mar jaaoon

--FEMALE--
Silsila yeh kaisa hai jo toot ta nahin hai
Aankh bolti hai lekin hont bezubaan

--MALE--
Main to jhoomoon in jhoomti bahaaron mein
Dhoonde tujhko nazarein raat din nazaaron mein

--FEMALE--
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon

--MALE--
Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai

--FEMALE--
Hm hm hm hm hm hm hm hm - 2
Hm hm hm, hm hm hm, hm hm hm hm hm hm hm

--MALE--
Mujhe kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna
Kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button