Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Saagar Nahin Hai To Kya Hai
Album Name:  नाटक
Singer Names: मोहम्मद रफी,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

saagar nahin hai to kya hai teri aankh ka nasha to hai
baadal nahin hai to kya hai teri zulf ki ghata to hai
saagar nahin hai

meri tamanna ki mahafil se tum yuun uth ke jaane lage ho
aisi bhi kya beruki ruuth kar hamase aankhein churaane lage ho
mausam nahin hai to kya hai mauqa ye pyaar ka to hai
saagar nahin hai

teri ghani zulf ke saaye mein chaar pal saath tere jiyenge
saagar se roz pite hain aaj teri nazar se piyenge
saaqi nahin hai to kya hai ik shok dilaruba to hai
saagar nahin hai

shaayad yahi hai qayaamat ki raat maan lene ko ji chaahata hai
teri qasam aaj dil hi nahin jaan dene ko ji chaahata hai - 2
qaatil nahin hai to kya hai qaafir teri ada to hai
saagar nahin hai

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button