Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  सब गन्या की माया है
Album Name:  वन फाइन मंडे
Singer Names: सिद्धार्थ श्रीवास्तव,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Sab Ganya Ki Maaya Hai..
Dhoop Kahi Kahin Chhaaya Hai..
Ek Ruhaani Saaya Hai..
Arre Bhaago Ganya Aaya Hai..

Sidhe Ko Ulata Hi Dekho
Ulata Samajh Toh Aata Hai..
Ulata Samajh Gaya Jo
Aakhir Wahi Toh Sidha Jaata Hai..
Ulata Sihda Bhaad Mein Jhinko Aur Karo Phir Manmaani..
Goli Maaro Duniya Ko Tum
Bol Gaye Ganya Swaami..

Sab Ganya Ki Maaya Hai..
Dhoop Kahi Kahin Chhaaya Hai..
Ek Ruhaani Saaya Hai..
Arre Bhaago Ganya Aaya Hai..

Ho O O O O........

Soch Sochake Samajh Yeh Jaao..
(Sochake Kuchh Nahi Hota Hai) -2
Bin Soche Jo Kaam Kare Woh..
(Bechake Ghode Sota Hai) -2

Sote Sote Sapane Dekho
Sapano Mein Jeevan Aabha..
Sapane Hi Toh Sach Hote Hai
Bol Gaye Ganya Baaba..

Sab Ganya Ki Maaya Hai..
Dhoop Kahi Kahin Chhaaya Hai..
Ek Ruhaani Saaya Hai..
Arre Bhaago Ganya Aaya Hai..

Life Mein Tension Kyun Lene Ka..
(Jine Ka Apani Wat Se) -2
Botal Kholo Glaas Bharo Ai..
(Smile Karo Tum Phir Jhat Se) -2

Smile Pe Chhori Pat Jaayegi
Bajega Dil Ka Har Baaja..
Tension Teri Kat Jaayegi
Bol Gaye Ganya Raaja..

Sab Ganya Ki Maaya Hai..
Dhoop Kahi Kahin Chhaaya Hai..
Ek Ruhaani Saaya Hai..
Arre Bhaago Ganya Aaya Hai..

Sidhe Ko Ulata Hi Dekho
Ulata Samajh Toh Aata Hai..
Ulata Samajh Gaya Jo
Aakhir Wahi Toh Sidha Jaata Hai..
Ulata Sihda Bhaad Mein
Jhinko Aur Karo Phir Manmaani..
Goli Maaro Duniya Ko Tum
Bol Gaye Ganya Swaami..

(Sab Ganya Ki Maaya Hai..
Dhoop Kahi Kahin Chhaaya Hai..
Ek Ruhaani Saaya Hai..
Arre Bhaago Ganya Aaya Hai..) - 2

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button