Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  समय का पहिया
Album Name:  भूतनाथ
Singer Names: हरिहरन,Sukhwinder Singh,
Lyricist Name:  जावेद अख़तर
Music Director: विशाल दादलानी, शेखर रावजियानी
 
Krodh Ke Bhudo Aa, Mann Pe Utaaye, Kaahe Chaltha Hai Praani
Shama Jo Shathru Ko Bhi Karde, Wahi Muqt Hai, Wahi Gyani 

Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se Usko Dekh, Koi Barso Ka Musafir, 
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai  

Mein Ne Jaathe Jaathe Jaana Kaun Hai Apna Kaun Paraaya
Mein Ne Jaathe Jaathe Jaana Kaun Hai Apna Kaun Paraaya
Bas Thuhi Mera Apna Hai, Bas Thune Pyar Nibhaya

Kaam Krodh Aur Lobh Mein Tajka Jaan Saktha Hoon; 
Tujko Chahoon Bhi Tho Mein Kaise Bhoola Saktha Hoon
Tera Pyar Bhi Ek Bhandhan Hai, Tuhi Batha Kya Mein Muqt Pa Saktha Hoon.

Tu Nahin Jaantha, Tu Mera Ab Hai Kya
Tujko Hoon Dekha, Tho Dil Kaise Pighaltha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai

Din Mein Soya, Raat Aayi Tho, Ab Jaaga Soya Kab Tha,
Din Mein Soya, Raat Aayi Tho, Ab Jaaga Soya Kab Tha,
Ab Kya Suraj Doondhe Pagle, Doob Gaya Suraj Kab Ka
Barson Pehele Jo Thi Ek Nadi Pyar Ki, Behegayi Woh Nadi, Haath Ab Thu Kya Maltha Hai

Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se Usko Dekh, Koi Barso Ka Musafir, 
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai  
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai

Aasman Mein Jag Mag Tare, Mere Aankh Mein Jil Mil Aasu
Kahan Chupa Hai Koi, Ishara Tho Dede Thu

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button