Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Sapanon Mein Aanaa Chhed Chhed Jaanaa
Album Name:  शीशम
Singer Names: लता मंगेशकर,मुकेश,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

sapanon mein aanaa chhed chhed jaanaa
sikhaa kahaan se mere balam ne
hai ik naveli naar alabeli
hans ke lutaayaa dil jis pe ham ne

dol gayi duniyaa meri
teri nazar jo jhuki - 2
aaj hui tujh ko khabar
main to (kab se teri ho chuki) - 2
rah kar nazar men
aankhon ke ghar men
ye bhi na jaanaa bhole pritam ne
sapanon mein aanaa

jit liyaa ham ne jahaan
tuu jo hamaaraa huaa - 2
dekh liyaa jab se tujhe
jinaa gavaaraa huaa - 2
jo kuchh thaa meraa
aaj huaa teraa
kismat badal li aapas mein ham ne
sapanon mein aanaa

matavaali teri adaa
man ko mere bhaa gayi - 2
nazaron se nazaren mili
nind aankhon mein aa gayi - 2
chanchal mastaani
chaunki javaani
kuchh is tarah se dekhaa sanam ne

jo kuchh thaa meraa aaj huaa teraa
kismat badal li aapas mein ham ne

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button