shauq se aayein gam zamaane ke dar khule hain garibakaane ke ye muhabbat ye dosti ye wafa sab wasile hain dil dukhaane ke kya sune koyi daastaan-e-hayaat laakh unawaan hain ik fasaane ke ik kazaana hai zindagi ' faaqir' ashq moti hain is kazaane ke