Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  She Is A Rock Star
Album Name:  हमको दीवाना कर गये
Singer Names: अभिजीत,Sunidhi Chauhan,अनु मलिक,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

meri nazron ne jise chuna woh ladki hain deewani
maine pal pal jise suna woh mujhse hain anjaani
main jitna dekhu utna chahu jaan meri woh le jaaye
she is a rock star kuchh bhi kaho
badi mast yaar kuchh bhi kaho
mujhe aaye pyar kuchh bhi kahi
she is a rock star
dil leke uddi jaadu ki pudi karke aankhen do chaar
she is a rock star kuchh bhi kaho
badi mast yaar kuchh bhi kaho
mujhe aaye pyar kuchh bhi kahi
she is a rock star...

she is a rock star
chand poonam ki raaton mein woh khile jazbaaton mein - 2
kar gayi deewana kuchh mulaakaton mein
chaandani chhup jaaye hain chaand bhi sharmaaye hain
kuchh lada ke yun ankhiya dilnashi tadpaaye hain
adaa hain woh adaaon ki yeh shokhiyon ki pyaali hain
yeh sabse anokhi hain yeh sabse nirali hain
dil leke uddi jaadu ki pudi karke aankhen do chaar
she is a rock star kuchh bhi kaho
badi mast yaar kuchh bhi kaho
mujhe aaye pyar kuchh bhi kahi
she is a rock star...

how do they do that
rang tapta sona hain tujhsa na koi hona hain - 2
paa ke tujhko sohniye nahi khona hain
mehandiyon ki laali mein chudiyon ki khan khan mein
ek ajab si hulchul hain aaja meri dhadkan mein
baalama yun toh re yun na taarife kar
jaaniya jaaneman tu toh hain jaadugar
dil leke uddi jaadu ki pudi karke aankhen do chaar 
she is a rock star kuchh bhi kaho
badi mast yaar kuchh bhi kaho
mujhe aaye pyar kuchh bhi kahi
she is a rock star

meri nazron ne jise chuna woh ladka hain deewana
maine pal pal jise suna woh mujhse hain anjaana
main jitna dekhu utna chahu jaan meri woh le jaaye
she is a rock star kuchh bhi kaho
badi mast yaar kuchh bhi kaho
mujhe aaye pyar kuchh bhi kahi
she is a rock star
dil leke uddi jaadu ki pudi karke aankhen do chaar 
she is a rock star kuchh bhi kaho
badi mast yaar kuchh bhi kaho
mujhe aaye pyar kuchh bhi kahi
she is a rock star...

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button