Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Sheesha Ho Ya Dil Ho
Album Name:  आशा
Singer Names: लता मंगेशकर,
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

Ho~, aa~, aa 
Sheesha ho ya dil ho -2
Aakhir (toot jaata hai) -4
Lab tak aate aate haathon se
Sagar (choot jaata hai) -3
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai

Ho~
Kaafi bas armaan nahin
Kuch milna aasaan nahin
Duniya ki majboori hai
Phir taqdeer zaroori hai
Yeh jo dushman hai aise
Donon raazi ho kaise
Ek ko manao to duja (rooth jaata hai) -3
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai

(Baithe the kinare pe
Maujon ke ishare pe) -2
Ham khelein toofanon se
Is dil ke armaanon se
Hamko yeh maloom na tha
Koi saath nahin deta -2
Maajhi chod jaata hai
Saahil (choot jaata hai) -3
Sheesha ho ya dil ho -2
Aakhir (toot jaata hai) -4
Sheesha ho ya dil ho

Duniya ek tamasha hai
Aasha aur nirasha hai
Thode phool hai kaante hai
Jo taqdeer ne baante hain
Apna apna hissa hai
Apna apna kissa hai
Koi lut jaata hai
Koi (loot jaata hai) -3
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir (toot jaata hai) -4
Lab tak aate aate haathon se
Sagar (choot jaata hai) -3
Sheesha ho ya dil ho

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button