Hindi Lyrics, Bollywood Lyrics
 
Lyrics Home Lyrics Index Movies Singers Composers Lyricists CategoriesEnglish
 
नयी फिल्में
लक बाई चाँस
विक्टरी
आसमा
जंबो
चांदनी चौक टू चाइना
राज़
वफा
सास बहू और सेंसेक्स
गजनी
मीराबाई नॉट आउट
Popular Lyrics
Dard-E-Disco
Saawariya Saawariya
Aao Milo Chalo
Hare Ram Hare Krishna
Google
 
Click on any letter to see list of songs starting with that alphabet
a  b  c  d  e  f  g  h  i  j  k  l  m  n  o  p  q  r  s  t  u  v  w  x  y  z  others 
Song Name:  Shehzaadi Hain Koi
Album Name:  उफ क्या जादू मोहब्बत हैं
Singer Names: 
Lyricist Name: 
Music Director: 
 

shehzadi hai koi, hai pholon si koi
Koi hai ab zara, pari si, pari si hai koi
Shehzadi hai koi, hai pholon si koi
Koi hai ab zara, pari si hai koi
(Mehfil mein ho gayi hai shamil haan dekho yeh haseen
Is ki khushi ke liye aaye deewane hum sabhi) - 2

Aap joh bolen woh denge na hum aapko
Har nazar kar rahi hai salam aapko
Shokhi mein bhi hai sadigi
Hai aap mein woh tazegi
Chahiyi hai dham se aapke
Yahaan pe yeh dil kashi
Mehfil mein ho gayi hai shamil haan dekho yeh haseen
Is ki khushi ke liye aaye deewane hum sabhi

(Aaye ho bhale tum mehmaan banke
Par tum rahoge hokar yahin ke) - 2
Hai yahaan woh jaadu gari
Hai pyaar bhi takraar bhi
Bura na maano mehraban
Fiza yahaan mannchali
(Mehfil mein ho gayi hai shamil haan dekho yeh haseen
Is ki khushi ke liye aaye deewane hum sabhi) - 2

Shehzadi hai koi, hai pholon si koi
Koi hai ab zara, pari si hai koi)
(na na na na na na na ) - 2

Posted By : Aksha

Your Ad here
Submit Lyrics  | Feedback  | Latest Updated Lyrics  | Latest Added Lyrics  | Latest Movies
Download DVD movies Link It AddThis Social Bookmark Button